Wednesday, 3 August 2011

Chori Chori Chupke Se....

This song with the beautiful ups and downs in the pitch made by Alka Yagnik and Sonu Nigam had taken this song to it's acme.It's lyrics are of Sameer & it belongs to  the movie 'Lucky-No time for love'..so go on with the lyrics and have fun




Lyrics - Chori Chori Chupke Se.....

(chori chori chupkese aake meri aankhon main sama ja
dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja ) - 3
(aaise sata na hari main hari
yeh teri baatein jhuthi hai saari ) - 2
(chori chori chupkese aake meri aankhon main sama ja
dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja) - 2

yeh zid hai boori

koi rishta to jod de - 2
chal jaane bhi de
meri baahe chod de - 2
aasi to ada pe mera deewana dil dhadke
teree jaise hi hote hai yaha kya ladke
tujhko kasam meri haath chudake ab na ja
ho dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja
ho chori chori chupkese aake meri aankhon main sama ja
dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja

yu beeti jaye

apne milne ki ghadi - 2
mai bolu tu kya
kaisi mushkil aa padi - 2
dil kehta hai
kisi dooji se dil lagao
nanana aaisa kare toh
khake ye zaher main mar jaoo
hmm aaj kuwari ka bannoonga main
sapno ka raja
tere jaisi lakho mere aage peetche honge
tu ja ja

(na baba na re

na de saja re
aake mujhe garwa laga re) - 2
(chori chori chupkese aake meri aankhon main sama ja
dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja) - 2
Socha nahi tha aaisi milengi
ek dusre se raahe humari
Haa (chori chori chupkese aake meri aankhon main sama ja
dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja) - 2

Sunday, 31 July 2011

Achaa lagta hai....

This song belongs to the movie 'Aarakshan' produced by Prakash Jha & picturized on Saif-ali-khan and Deepika Padukone.It is the story of their love & friendship, their zest for life, and of their dreams for the future.This song is sung by Mohit Chauan(The Best) & and melodious Shreya Ghoshal with full on masti created because of the lyrics given by Javed Akhtar.. 

 Lyrics- Achaa lagta hai...


Jhatak kar zulf
Jab tum tauliye se
Baarishein aazad karti ho
Acha lagta hai

Hilakar honth jab bhi
Haule Haule
Guftagu ko saaz karti ho
Acha lagta hai

Ho..khusboo se behlao na
Seedhe point pe.. aao na
Aaankh mein aankhein
Daal ke kehdo
Khwaabon mein tehlao na
Zara short mein batlao na
Seedhe point pe.. aao na
Seedhe point pe.. aao na


La la la la
La la la la
La la la la
La la la la


Alag ehsaas hota hai
Tumhare paas hone ka
Sanakti sarsarahat ki nadi
Mein reshami lamhein
Bhigone ka..
 

Ho ho ho
 

Zara sa modkar gardan
Jab apni hi adaa pe
Naaz karti ho
Acha lagta hai

Ho..Lafzon se behlao na
Jhuthi muthi behkao na
Haathon ko Haathon mein leke
Woh teen shauk tapkao na
Zara short mein.. batlao na
Seedhe point pe aao na
Haan..seedhe point pe aao na


Woh tere dhyaan ki khushboo
Main sar tak odh leta hoon
Bhatakti saans ko teri gali
Mein gungane chod deta hoon
 

Ho ho ho
 

Tum apni khidkiyon ko
Kholkar jab bhi naye
Aagaz karti ho
Achi lagta ho

Ho..Gali gali gali
Gali gali gali bhatkao na
Ghadi ghadi uljhao na
Senti ho main jaan gayi hoon
Action bhi dikhlao na
Zara short mein.. batlao na
Seedhe point pe.. aao na
Ho..seedhe point pe aao na

Aa..
 

Ho seedhe..ho seedhe ..
Ho..seedhe point pe aao na


La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la

Saturday, 30 July 2011

Mujhse Juda Hokar...

One of the most evergreen and  heart touching song  from the movie 'Hum aapke hai Kaun' ,directed by Sooraj Barjatya  in the year 1994,picturized on Salman Khan and (my fav) Madhuri Dixit and sung by Balasubhramanyam sp, & Lata Mangeshkar (great duo)....awesome lyrics....



Lyrics-Mujhse Juda Hokar

Mujhse Juda Hokar Tumhe Door Jaana Hai
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Saathiya - Sang Rahega Tera Pyar
Saathiya - Rang Layega Intezaar..!

Tumse Juda Hokar Mujhe Door Jaana Hai
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Saathiya - Sang Rahega Tera Pyar
Saathiya - Rang Layega Intezaar..!

Main Hoon Teri Sajni Saajan Hai Tu Mera
Tu Baandh Ke Aaya Mere Pyar Ka Sehra
Chehre Se Ab Tere Hatti Nahin Ankhiyan
Tera Naam Le - Lekar Chhede Mujhe Sakhiyan
Sakhiyon Se Ab Mujhko Peechha Chhudana Hai
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Saathiya - Sang Rahega Tera Pyar
Saathiya - Rang Layega Intezaar..!

Mere Tasavvur Mein Tum Roz Aati Ho
Chupke Se Tum Aakar Mera Ghar Sajati Ho
Sajni Bada Pyara Yeh Roop Hai Tera
Gajre Ki Khushboo Se Mehka Hai Ghar Mera
Aankhon Se Ab Teri Kajal Churana Hai
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Saathiya - Sang Rahega Tera Pyar
Saathiya - Rang Layega Intezaar..!